Data Table :- Is Option Me
Jis Tarah Se Goal Seak Ka Use Kye The Wese Hi Is Option Ka Use Hota
Hai Lekin Is Option Me Ek Sath Kai Data Result Hum Pa Sakte Hai Chalye Ye
Hi Samjhte Hai
Is Option Me Dekhye Hamne Alag Alag Qty
Ke Bare Me Ek Hi Bar Me Pata Kar Lya Ki Total Sale Kitni Hogi Isi Tarah Se Ye
Goal Seak Ki Hi Tarah He Par Fark Ye He Ki Ye Ek Hi Bar Me Multiple
Result De Sakta Hai
Scenerio Manager :- Scenerio Manager Tab Kam Ata Hai Jab Hum Koi Chota Data Safe Karna Ho Ya Jise Bar Bar Use Karna Ho
Jaise Ye Mene Data Select Karke Add Kar
Dya "Aa" Ke Name Se Ab Add Ho Jane Ke Bad Me Is Data Ko
Change Kar Deta Hu Is Tarah Se
Ab Ise Pahle Jaise Hi Lane Ke Lye
Scenario Manager Me Jayenge Aur Show Kar Denge Wapas Pahle Jaie Hi A Jayega Is
Tarah Se
To Ye Hota He Scenario Manager Ka Use
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT