Data Validation :- Isme Ap Data Ko Is Trah Se
Arrange Kar Sakte Aur Yadi Apko Arrange Karne Ke Sath Sath Koi Input Message
Dalna Ho To Wo Bhi Ap Dal Sakte Ho Isme Apka Title Ke Sath Description A Jata
Hai Aur Dusra Agar Koi Error Aye Ya Jo Apne Option Use Kya He Uske
Hisab Se Na Insert Kya Jaye To Ap Error Allert Show Karwa Sakte Hai Isme Apko
Kuch Option Milte Hai Ya To Stop Karo, Ya Warning,Ya Information Dya
Jaye Aur Sath Hi Sath Error Ane Par Title Ke Sath
Description Dal Sakte Ho
Circle Invalid Data:-Ise Use Karne Se
Pahle Hame Condition Deni Hoti Hai Jese Mene Di Hai Isme Jo Bhi 15 Ya 15 Se
Chota Number Hoga Wo Red Circle Se Highlight Ho Jayega Jaisa Ki Dikh Aya Gaya
Hai (Is Tarah Formula Lagane Ke Bad Iska Use Kya Jata Hai)
Clear Validation Circle :- Isme
Ye Red Circle Validation Remove Ho Jayega
Data Consolidate :- Is Option Me
Multiple Sheet Pe Agar Data Rakha Ha Aur Ap Use Sum Count Etc (According To
Option) Karwa Sakte He Ek Hi Bar Me Sabhi Ko Select Karke Add Karna Padega Aur
Jis Sheet Pe Karwana Ho Wahi Se Sabhi Ko Select Karna Padega Fir Press Ok Apka
Result Aa Jayega
What If Analysis :- Is Menue Me
Three Option He In Option Ko Samjhata Hu Ki Ise Use Kese Karte Hai
Goal Seek :- Is Option Me Jaise Ki Dikhaya Gaya He Total Mark 45
Hai Aur Aakash Ka Blank To Hame Total 70 Banana Chahte He To Aakash Ko Kitne No
Lane Chahiye To Humne Is Tarah Se Dono Kam Pura Kar Lya Jaisa Ki Dikhaya Gaya
Hai
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT