Tuesday, June 23, 2020

EXCEL ME REVIEW MENUE KE OPTION KE BARE ME SIKHO PART - 2

Check Asseccibilty :- Is Option Me Last Working Ki Asseccibility Dekh Sakte Hai

Smart Lookup :- Is Option Me Ap Kuch Bhi Smartly Lookup Karwa Sakte Hai Bus Apko Type Karna Hai Aur Smart Lookup Pe Click Karna Hai Automaic Hi Apke Samne Is Tarah Se A Jayega Jise Ap Copy Karke Sheet Pe La Sakte Hai

  

 Translate :- Is Option Me Kisi Bhi Language Ko Kisi  Bhi Language Me Translate Karwa Skte Hai

New Comment  :- Is Option Me Kisi Bhi Cell Me Koi Bhi Comment Dal Sakte Hai

Edit Comment :- Jaha Pahle Se Hi Comment Dala Hua Hai Use Hum Edit Kar Sakte Hai

Delete Comment :- Is Option Me Dale Hue Comment Ko Delete Kar Sakte Hai

Privious Comment :- Is  Option Se Kai Sare Comment Me Se Privious Comment Ko Dekh Sakte Hai

Next Comment :- Is Option Me Kai Sare Comment Me Se Next Comment Dekh Sakte Hai Step Wise

Show/Hide Comment :-  Is Option Me Comment Box  Ko Show Ya Hide Kar Sakte Hai

Show All Comments :-  Is Option Ke Dwara Sare Comment Ek Hi Bar Me Show Kar Sakte Hai

Protect Sheet :- Is Option Se Sheet Ko Protect Kar Sakte Hai Password Dal Ke

 

Protect Workbook :- Is Option Se Puri Wokbook Hi Protect Kar Sakte Hai Ek Hi Bar Me

 

Allow Edit Range :- Is Optiom Me Apne Hisan Se Range Select Kar Ke Uspe Password Laga Sakte Hai

 

DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI  SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA  (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )


APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏 

LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH

 

No comments:

Post a Comment

THANKS FOR YOUR SUPPORT

Data copy paste on two another sheet with add row in google sheet by script

 function copyDataWithinWorkbook() {   var sourceSheetName = "Dashbord"; // Replace with the name of the source sheet   var target...