Chaliye Dosto Aj Me Aoko Vb (Visual Basic) Me Apko Ek Kamal Ka
Coading Sikhata Hu Dosto Kya Apko Pata Hai Yadi Apko Ye Coading A Jaye To Ap Jo
Bar – Bar Column Fit Karte Ho Na Wo Karne Ki Jarurat Nahi Padegi
Automatic Fit Ho Jayega To Chalye Dosto Ab Bina Deri Kye Suru Karte Hai Sabse
Pahle Me Dwara Bata Du Ki Me Kya Sikhane Wala Hu Dosto Me Aj Apko Column
Automatic Fit Karne Ki Coading Ke Bare Me Sikhaunga Ye Excel Me Attendance
Sheet He Iska Column Set Nahi Hai Ab Ise Automatic Fit Karenge
=
Sabse Pahle Ap Vb Yani Visual Basic
Me Chale Jao Aur Waha Pe Ek Coading
Type Karo “Cells.Entirecolumn.Autofit”
Is Tarah Se
Ab Bas Ise Close Kar Do Ye Automatic Kam
Karega Is Tarah Se
Ye Hai Attendance Sheet Ye Number Wale Column Auto Fit Hua Hai Is Tarah Se Mera
Kam Asan Ho Gaya Hai Mujhe Jada Mahnat Nahi Karni Padi Hai To Dosto Ap Bhi
Jarur Type Kare Bahut Kam Wala Fuction Hai
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏
LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH
advancebano.blogspot.com
ReplyDelete