Conditional Formating Ka Last Option Dekhye Aur Dhyan Se Samjhye Iske Bad Me
Advance Option Bhi Bataunga Bina Samay Gawaye Shuru Karte Hai
To Dosto Ye Apka Bacha Hai Conditional
Formating Me Last Option Jiska Name He “New Rule” Isme Total 6
Option Hai Jiske Bare Me Main Apko Bataunga Chalye Shuru Karte Hai
For Example :- Ap Set Kar Lijiye Ki
Apko Kitne Condition Ke Hisab Se Result Chahiye 2 Ya 3 Wo Aap Choose
Kar Lijiye Agar 2 Me Condition Chahiye To Ek Min Aur Dura Max Ka
Option Select Kar Lijiye Aur Color Choose Kar Lijiye Aur Yadi Apko 3 Condion Ko
Choose Karna He To Ek Min Dusra Mid Aur Tisra Max Select Kar Lijiye
Aur Color Choose Kar Lijiye Fir Apko Isi Ke According Result Milega
Example :-
Fir Asa Hi Result Ayega Is Tarah Se
"Format Only Values That Are Above
Or Below Average" :- Isme 6 Below Ya 6
Above Highlight Karwa Sakte Ho
Format Only Unique Or Dublicate Value :- Isme
Aap Dublicate Ya Different Value Highlight Karwa Sakte Ho
"Use A Formula To Determine Which Cell To Format" :- Aur Isme Ap
Formulas Lagake Highlight Kar Sakte Ho
Compelete Hua Apka Conditional
Formating Option
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT