Dosto Aiye Sikhe Go To Soption
Pichli Bar Mene Apko Home Option
Ke Bare Me Padhaya Tha Aur Aj Me Apko Home Option Me Hi “ Go To Special “ Ka
Advance Use Batane Wala Hu Aur Dhire Dhire Apko Pura Excel Hi Batana Hai
Chalye Dosto Bina Samay Gawaye Aage
Badhte Hai
Go To Special Jiski Short Key Hai F5 Then Alt+S Open A Box Is Tarah
Comment :- Is Option
Pe Ap Sidha “Ok” Karte Hi Waha Pahuch Jaoge With Selection
Constants :- Isme Ap
Select Kar Sakte Hai Ki Apko Kisme Jana H Number Pe Text Pe Logiacal Pe Ya Fir
Error Pe Wahi Pahunch Jaoge With Selection
Formulas :- Ye Apko Jaha Jaha
Apne Formulas Lagaya Hai Waha Pahuncha Dega With Selection
Blanks:- Isme Jo Bhi
Area Apka Blanks Hai Usi Ko Select Kar Dega Aur Pahucha Dega
Current Rregion :- Isme Apka
Selection Sabse Pahle Jis Kisi Ek Cell Me Hua Hai Wahi Pahucha Deta Hai
With Selection
Current Array :-
Opject :- Isme Apko Jo
Opject Le Rakhe Ho Waha Pahucha Dega With Selection (Opject Shape/Pic)
Row Difference :- Isme Apka Jo Row
Defference He Use Select Kar Dega
Column Different :- Isme Apko Column Me Different Hua To
Use Select Kar Dega
Precedents :- Isme Jo
Apka Formulas Result Ata Hai Aur Usme Precedents Lagate Hai To Ye Option Use
Select Karta Ha Aur Waha Pahuchata Hai
Dependents :- Is Option Me
Bhi Dependets Option Use Karne Pe Jo Formulas Result Jaha Se Depend Hota Ha
Waha Pahucha Deta Hai Aur Select Karta Hai
Last Cell :- Ye Apko Wha Pahucha Deta Hai Jaha Tak Apka Sheet Selection Me Ho
Visible Cells Only :-Jo Cell Visible
Ho Wo Hi Select Hoga With Selection
Conditional Formats :- Ye Option
Tab Use Hota Jab Apne Kahi Koi Conditional Formating Ka Use Kya Ho Ye Use
Select Karke Pahuncha Deta Hai Uspe
Data Validation :- Ye Apko Waha
Pahucha Deta Hai Jaha Apka Validation Laga Ho With Selection
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT