Tuesday, June 16, 2020

DASHBORD KYA HOTA HAI AUR KESE BANAYA JATA HAI EXCEL ME


Dashbord Ke Bare Me Kya Apne Kabhi Suna Hai Agar Nahi To Dekhye Ye Dashbord He Iske Bare Me Apko Sikhaunga Step Wise

Isme Hamne Chart Ka Use Karke Ek Dashbord Banaya Ha Isme Ek Hi Nazar Me Humko Pata Chal Jayega Ki Kitni Billing,Non Billing,Pending,Closed,Old Closed Party Hai Aur Ek Master Chart Bhi Banaya Gaya He Jisme Apko Ek Hi Chart Me Sab Kuch Pata Chal Jayega Aur Sath Hi Sath Do Slicer Bhi Laga Hua Hai Jiski Help Se Ap Select Karke Kisi Kabhi Report Dekh Sakte Ho First Party Ki Jankari Aur Second State Isme Ap State Choose Kar Ke Uski Jankari Dekh Sakte Ho Ki Us State Me Kitne Billing,Non Billing,Pending,Closed,Old Closed Partiya Hai Aur Ek Chart Aur Dikhata Hu

 

Isme Apko Billing Aur Non Party (Running Party) Aur State Wise Salling Amount Show Karega

Aur Is Chart Ko Bhi Ap Dekh Lijiye Isme Apko State Wise Sale Show Kar Raha Hai Ek Hi Najar Me Pata Chal Jayega Ki Sale Sabse Jada Aur Sabse Kam Kaha He

To Dosto Ye Report Thi Jo Mene Apko Dikhaya Ye Namuna Tha Dashbord Ka Ab Ise Banate Kese He Ye Sab Me Apko Bataunga Agli Bar

 

DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI  SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA  (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )


APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏 

LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH

 


No comments:

Post a Comment

THANKS FOR YOUR SUPPORT

Data copy paste on two another sheet with add row in google sheet by script

 function copyDataWithinWorkbook() {   var sourceSheetName = "Dashbord"; // Replace with the name of the source sheet   var target...