Dosto Happy ! Happy
! Happy ! Happy ! Happy !
Dosto Bahut Badi
Khushkhabri He Dosto Kya Ap Janna Chahte Ho, To Dosto Kya Ap Computer Me Kam
Karte Ho Agar Ha To Dosto Ye Khushkhabri Sirf Apke Lye He Dosto Kya Ap Koi File
Me Kam Karte Ho To Light Jate Hi Wo Save Nahi Ho Pata Ya Kisi Karan Bas File
Save Nahi Ho Pati To Me Iske Lye Jabardast Trick Leke Aya Hu Dosto Mere Is
Blogg Ko Follow Kar Lo Aur Comment Bhi Jarur Kya Karo Dosto
To Chalye Shuru
Karte He
Dosto Sabse Pahle
Ye Meri File He Jisme Mene Wo Coading Lagaya He
Jese Mene Kuch Type
Kya Fir Direct Band Kar Dya Aur Jab Open Karenge Jo Hamne Editing Ki Wo editing Milegi Is Tarah Se Dusre Sheet Me Kuch Edit Kya Aur Closed Karke Open Kya To Wesa Hi
Mila
Is Tarah Se To
Chalye Me Apko Batata Hu Coading Kha Likhni Hai Dosto Hamare System Me Ek
Visual Basic Name Ka Option Hota He Isme Likhni H Ye Raha
Ye Coading
Likhna He “Thisworkbook.Save” Is Tarah Se Aur Save Karte Samay Macro Enable Kar
Ke Save Karna Is Tarah Se (Dhyan
Dena Vb Box Me Dusri Side Me Before Close Option Select Karke Rakhna)
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT