Tuesday, June 23, 2020

EXCEL ME VIEW MENUE KE OPTION KE BARE ME SIKHO PART - 1

Normal View :- Is Option Me Normal Sheet Hoti Jaisa Ki Ap Excel Ki Sheet Me Work Karte Karte Hai

Page Break Preview :- Is Option Me Apka Sheet Data Ke Hisab Se Adjust Ho Jayega Is Tarah Se

Page Layout :-Is Option Me Page Ka Layout Ko Dekh Sakte Hai Is Tarah Se

Custom View :- Is Option Me Repeat Work Ko Bina Repeat Kye Hue Safe Rakh Sakte Hai Name Dalke Fir Us Safe Kye Hue Name Pe Click Karke Open Kar Sakte Hai Is Tarah

 Isme Mene Filter Lagaya “Cup” Pe Aur Use Add Kar Lya “Cup” Ke Name Se Uske Bad Me Filter Hata Dunga Aur Dwara Ise Select Karne Ki Jarurat Nahi Padegi Bus “Cup” Name  Pe Click Karna Hai Aur Automatic Hi Filter Hokar Data Hamare Samne Aa Jayega Is Tarah Se

 

 Ruler :- Ruler Ko Show Karwane Ke Lye

Gridliness :- Sare Line Hide Karne Ke Lye (Row Ya Column)

Formula Bar :- Select Karke Formula Box Ko Hide Ya Unhide Karne Ke Lye

Heading Bar :- Select Karke Row Aur Column Ki Heading Ko Hide Ya Unhide Karne Ke Lye

Zoom :- Display Ka Size Set Karne Ke Lye

(Do Sheet Ha Pahle Wala Kuch Nahi Kya Gaya Sab Hai Dusre Wale Me Sab Use Kya Hua Hai )

  

New Window :- Is Option Me New Window Open Kar Sakte Hai

Arrange Window :- Me Window Arrange Kar Sakte Hai Is Tarah (Box Ke Option Me Dikhaya Gaya Hai)

 

 

DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI  SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA  (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )


APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏 

LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH

  

 

 

 


1 comment:

THANKS FOR YOUR SUPPORT

Data copy paste on two another sheet with add row in google sheet by script

 function copyDataWithinWorkbook() {   var sourceSheetName = "Dashbord"; // Replace with the name of the source sheet   var target...