Wednesday, June 17, 2020

EXCEL ME DATA MENUE KE OPTION KE BARE ME SIKHO PART - 1


From Text/Csv :- Isme Ap Kisi Dusre Text Ya File Se Data Export Karke La Sakte Ho

From Web:- Isme Ap Web Ke Addres Se  Connect Ho Sakte Hai Aur Usme Se Koi Bhi Data Import Bhi Kar Sakte Hai Aur Web Pe Data Change Hote Hi  Import Kya Hua Data Bhi Change Ho Jayega

From Table Ya Range :-Isme Ap Table Ya Range Se Data  Table Tayar Kar Sakte Hai

Recent Review :- Isme Ap Jo Apka Web Se Link Connect He Use Dekh Sakte Hai Aur Sidha Us Link Ko Open Kar Sakte Ho

Existing Review :-  Isme Ap Do Ua Do Se Adhik Table Ya File Me Connection Bana K Ek Kar Sakte Ho (Table Dwara,Pivot Table Dwara,Pivot Chart Dwara Etc)

 

Refresh All Me Jab Ap Connection Bana Loge To Agar Ap Kisi File Me Koi Edit Karo Ya Kisi Table Me To  Refresh Pe Click Karke Automatic Hi Is File Me Bhi Changes Ho Jayenge

Sort And Filter :- Isme Ascending Ya Descending Arrange Kya Jata Hai In Option Ke Hisab Se

  

 Isme Hum Condition Deke Multiple Cell Me Bhi Condition Deke Ascending Ya Descending Karwa Sakte Hai Is Tarah Se


Filter :- Is Option Me Ap Filter Kar Sakte Ho  Is Tarah Se

Clear Filter:- Isme Agar Filter Laga Hua He To Use Hata Sakte Ho

 

DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI  SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA  (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )


APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏 

LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH

 

1 comment:

THANKS FOR YOUR SUPPORT

Data copy paste on two another sheet with add row in google sheet by script

 function copyDataWithinWorkbook() {   var sourceSheetName = "Dashbord"; // Replace with the name of the source sheet   var target...