Vb Coading Me Aj Main Apko Ek Coading Bataunga Is Coading Me
Ap Excel Me Bina Id Aur Password Ke Log In Kye Bina Excel Ki File Nahi Khol
Sakte Chalye Shuru Karte Hai
Mene Jis File Main Coading Lagai Hai Use Maine Khola To Usme
Imail Id Aur Password Manga Aur Mene Dal Dya Fir Log In Karne Ke Bad
Log In Karne Ke Bad Successfully Show Kya “Ok” Karte Hi File
Khul Gayi
Chaliye Ab Batata Hu Kese Ise Banaya
Sabse Pahle Vb Pe Jao Uske Bad Is Tarah Se Form Banao
Uske Bad Log In Wale Command Button Pe Two Time Lagatar
Click Karo Coading Wala Option Khul Jayega
Is Tarah Se
Isme Coading Dalo Jese Ki Dala Hua Hai Is Tarah Se
Private Sub Commandbutton1_Click()
If Textid.Text = "Admin@123" Or Textpassword.Text =
"Admin" Then
Msgbox "UNLOCK FILE SUCESSFULLY"
Application.Visible = True
Unload Me
Else
Msgbox "PLEASE INTER CORRECT ID PASSWORD"
End If
End Sub
Aur Workbook Wale Me Ye Wali Coading Dalo Form Activate
Karne Ke Lye
Private Sub Worksheet_Activate()
Application.Visible = False
Userform1.Show
End Sub
Bus Apka Kam Compelete Hua Save Kar Lo Aur Band Kar Do Open
Karne Par Apko Pahle Wo Form Show Karega Jaisa Ki Shuru Me Dikhaya Hu Is Form Me Id Password Dalo Aur Open Karo
Ye Jankari Kesi Lagi Comment Jarur Kijiye Taki Isme Sudhar Bhi Kya Ja Sake
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT