Wednesday, June 24, 2020

POWER BI KA USE KESE KYA JATA HAI ?

Dosto Chalye Me Apko Advance  Work Ki Jankari Deta Hu Jiska Knowledge Hone Par Ap Asani Se Kisi Bhi Multinational Company Me Job  Pa Sakte He Step Wise Step Ap Sikhe

Kya Apne Kabhi Power Bi Ke Bare Me Suna Hai Iske Bare Me Sirf Wahi Jante Honge  Jo Mnc Company Me Work Karte Hai Ya Jo Iski Knowledge Rakhte Hai Ye Raha Power Bi Isme AP Ek Sath Multi Chart (Dashbord) Multi Table Se Lekar Asani Se Bana Sakte Ho 

 

Get Data :-  Is Option Se Hum Jisme Se Data Import Karna Hai Us File Ko Select Karte  He Ye Option Diya Hua Hai

Isme Me Excel Ki File Load Kar Leta Hu Sheet Number Ke Hisab Se Aur Uske Bad  Pivot Table Kara Karaya Milta Hai Column Choose Kar Lo Field Me Chart Ke Roop Me Dekhne Ke Lye  Mene Kar Lya Is Tarah Se

Ap Visualisation Option Me Se Koi Sa Bhi Chart Model Choose Kar Sakte Ho Aur Asani Se Chart Bana Sakte Ho

Left Hand Side Me Apko Three Box Upar Ki Side Kone Me Dikhai De Rahe Hai Ap Inke Hisab Se Data Dekh Sakte Hai Is Tarah

Is Tarah Se Iska Use Kar Sakte Ho Aur Last Ka Option Batata Hu Fir Ap Ise Online Publish Bhi Kar Sakte Ho Is Tarah Se  Publish Pe Click Karo Then Published

Ab Online Pe Is Tarah Se Dekh Sakte Hai Website Pe Jake Imail Id Dalke

Power Bi Is Tarah Se Kam Karta Hai


Ye Jankari Kesi Lagi  Comment Jarur Kijiye  Taki Isme Sudhar Bhi Kya Ja Sake 

DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI  SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA  (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )


APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏 

LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM

BY-AAKASH 


No comments:

Post a Comment

THANKS FOR YOUR SUPPORT

Data copy paste on two another sheet with add row in google sheet by script

 function copyDataWithinWorkbook() {   var sourceSheetName = "Dashbord"; // Replace with the name of the source sheet   var target...