Advance Filter :- Isme Ap Advance Tarike
Se Koi Bhi Data Filrer Kara Sakte Ho Is Advance Filter Me Bhi Do Option
Ate Hai (1. Filter The List In Palace , 2.Copy To Another Location) Aiye In
Dono Ka Use Karna Sikhte Hai
1. Filter The List In
Palace :- Is Option Me Ap Kisi Dusre Jagah Se Filter Karwa Sakte Ho
Apne Data Ko Is Tarah Se (Mene Dusi Jagah Same Heading Copy Karke Paste Kya Aur
Fir Mene Name Me Aakash Likha Automatic Hi Data Me Filter Ho Gaya) Is Tarah Se
Ap Bhi Iska Use Kar Sakte Hai
2. Copy To Another
Location:- Is Option Me Ap Ek Sheet Se Filter Kara Ke Dusre Sheet Me Data La
Sakte Ho Is Tarah Se
Text To Column :- Is
Option Me Ap Ek He Cell Me Likhe Sentence Ko Alag Kar Sakte Condition Deke Is
Tarah Se
Flash Fill :-Isme Ap
Working Ke Step Ko Repeat Kar Sakte Ho Is Tarah Se Isme Mene Dono Column Ke
Text Ke Pahle Do Do Option Sirf Ek Bar Lya Fir Select Kya Sare Blank Column
(Press Ctrl+E) Then Sare Column Automatic Hi Fill Ho Gaye First Step Ke Hisab
Se Automatic Hi Repeat Ho Gaya
Remove Dublicate :- Isme Row Ya Column Select Karke
Dublicate Ko Ek Hi Bar Me Remove Kya Ja Sakta Hai (Condition Apply)
Aage Agli Class Me Bataunga
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT