Today I Am Going To Learn Page Layot Option In Excel (Jo Abhi Tak
Nahi Bataya Hu Usi Ke Bare Me Bataunga)
Theme :- Is Option Me Theme Choose Kya Jata Hai Ki Sheet Me Kis Type Ka
Theme Chahiye Jaise
Aur Isi Option Ke Sath Ek Option Aur Milta Hai
Color ,Font,Effect Ka Ye Ap Apne Hisab Se Kar Sakte Hai
Margion :- Is Option Me
Margion Set Kar Sakte Hai Print Ke Lye Is Tarah Se
Isme Ap In Option Ke Help Se Margion Set
Kar Aur Sath Hi Sath Page Bhi Set Kar Sakte Hai Ki Apko Kitne Page
Print Chahiye
Orientation :- Isme Ap Set Kar Sakte
Hai Ki Apko Print Portrait Me Chahiye Ya Landscape Me
Size :- Isme Ap Standard
Print Size Set Kar Print Kar Sakte Hai
Print Area :- Isme Ap Print Area
Set Kar Sakte Hai Aur Set Kya Hua Print Area Clear Kar Sakte Hai
Page Break :- Is Option
Ka Use Karke Ap Kisi Paragraph Ko Bich Me Se Next Page Par La Sakte Hai
Background :- Isme Ap Page Ka
Background Set Kar Sakte Hai Sheet Me
Bring Forward/Send Backward:- Isme Ap Kisi
Bhi Shape Ya Pic Ko Backward Ya Forward Kar Sakte Hai Matlab Do Pic Ya Shape Ko
Jaise Chahe Wase Upar Niche Kar Sakte Hai
Selection Pane :-Ye Apko Sare
Selection Dikhata Hai Ap Apni Marzi Se Yaha Se Select Karke Edit Kar Sakte Hai
Align :- Ap Kai Shape Ya
Pic Ko Arrange Kar Sakte Hai Ki Left, Right, Up,Down ,Center Etc Apne Hisab Se
Group :- Isme Ap Do Shape
Ya Pic Ko Ek Kar Sakte Hai Jod Kar Group Dwara
Rotate:- Isme Ap Pic Ya Shape
Ko Rotate Kar Sakte Ho Jitna Chahe Utna
To Ye The Apke Page Layot Ke Option
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT