(To Kya Apne Vb Ka Use Kabhi Kya Hai
Agar Nahi To Aj Me Apko Vb Ka Use Karna Sikhaunga Chalye Shuru Karte Hai)
Dosto Ham Ek Excel Ki Sheet Me Total
Ka Ek Coading Lagate Hai To Ye Raha Sheet Isme Hum Automatic Calculate Karne Ka
Coading Banayenge Jaha Apko Automatic Calculation Milegi Samajh Lete Hai Kuch
Sub Aa()
'Calculate Total Field
Dim A, B, C
A = Range("A1")
B = Range("B1")
C = A + B
Range("D1").Value = C
End Sub
(Ye Jo Mene “Aa” Coading Name Dya Hai Ise Ap Apne Hisab Se Koi Bhi Name De Sakte Ho) Ye Raha Vb Coading Box
Ab Excel Ki Sheet Me Jake Yellow Pe Koi Bhi Number Likho Automatic
Calculate Ho Jayega Isi Tarah Se Ap Automatic Calculation Field Banayenge Bina
Formula Lagaye
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT