Chalye Dosto Aj Me Apko Ek Choti Si Trick Magar Kam Sikhata Hu
Dosto Ms Word Ki Knowledge Kise Hai Agar Nahi Hai To Bhi Ye Unke Kam Ayega To
Chaliye Shuru Karte Hai Sabse Pahle Ap Ms Word Me Koi Paragraph Ya Koi Letter
Type Kya Hoga ,To Apne Dekha Hoga Ki Kis Tarah Kai Jagah Me Error Ka Red
Mark A Jata Hai For Example
Is Tarah Se Sign To Dekha Hoga Ye A Jata Hai To Dosto Hame
Ye Dekhne Me Acha Nahi Lagta To Kya Kre Ise Hatane Ke Lye To Dosto Sabse Pahle
Kai Bar Ham Jo Likhna Chahte Hai Usme Bhi Ye Sign Show Karta Hai To Dosto Sabse
Pahle Ye Bata Du Ki Ye Show Ku Karta Hai To Dosto Ye Show Isiliye Karta Hai
Kuki Ye Word Hamare Ms Office Me Nahi Hai To Dosto Ise Add Karna Hoge Na
To Sabse Aasan Tarika Hai F7 (Spelling & Grammer) Press Karo Fir Add Dawao
Ye Dekho Ya To Ap Correct Kar Lo Ya
Fir Ise Add Kar Lo Matlab Ye Sare Option Me Se Koi Bhi Option Use Kar Lo To
Dosto Ho Gaya Solution Thik Isi Tarah Se Ap Bhi Kijiye Ye Apke Kam Ayega
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏
LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH
advancebano.blogspot.com
ReplyDelete