Aj Mai Apko Insert Option Ke Bare Me Bataunga Isme Apka Sabse
Pahle Wo Batunga Jo Mene Abhi Tak Apko Nahi Bataya Hai Pahla Hai Apka Table
Isme Apko Pahle Data Select Karna Hota Hai Fir Table Create Kya Jata Hai Aur
Uske Bad Table Me Convert Ho Jata Hai Uske Bad Apke Pas Kai Sare Design
Bhi Ate Hai Table Ke Lye Yadi Ap Chaho To Unme Se Koi Sa Bhi Deign Choose Kar
Sakte Ho
Next Shape Ka Option :- Isme Aap Koi
Bhi Shape Choose Kar Sakte Ho
Age Apka Chart Option He Ap Chart
Choose Kar Sakte Ho Apne Data Ke Lye Different Type Ke
Uske Bad Ek Option Hai Slicer Ka Ise
Ap Pivot Table Me Bahut Advance Use Kar Sakte Ho Agli Bar Bataunga Iske Bare
Mai
Agla Hai Time Line
Option Isme Ap Time Ke Hisab Se Result Dekh Sakte Hai Ek
Tarah Se Filter Ka Hi Kam Karta Hai
Is Tarah Se
Text Option Me Ap Text Ka Design Le
Sakte Hai Ya Text Box Le Sakte Hai Aur Symbol Me Ap Koi Bhi Symbol Choose
Kar Sakte Hai
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT