Dosto
Ap Sabhi Mere Is Blog Pe Bane Rahiye Ap Sabhi Ko Ek Hi Jagah Pe Computer
Ke Bare Me Kafi Jankariya Milti Rahegi
Visual Basic :- Ye Excel Ka
Ek Advance Option Hai Jisme Ap Coading Dal Ke Iska Use Kar Sakte Ho Aur
Koi Bhi Formula Laga Sakte Ho Isi Me Range Dalke Excel Me Kisi Ko Pata Bhi Nahi
Chalega
Aage Me Apko Isme Coading Kese Dalte Hai
Wo Batunga
Macro:- Ye Bahut Kamal Ka Function Hai Excel Ka Ye Ghanto Ka Kam Minto Me Karta He Is Option Me Step Ko Record Kya Jata Hai Fir Us Record Ko Apply Kya Jata Hai Then Automatic Hi Wo Sabhi Step Jo Hamne Record Kye Hai Wo Apply Ho Jata Hai
Macro
Security :- Jis File Me Macro Laga Hua Hai Us File Ko Jab Open Karte He To Ek
Waning Show Karta He Upar Ki Side Right Hand Ki Taraf “Macro Enable Karne Ka “ Tabhi Ap Changes Kar Sakte
Ho Ye Macro Warning Ki Setting He Iske According Ap Warning Show
Karwa Sake Ho
Insert :- Is Option Me Ap Following
Item Choose Kar Sakte Ho Jaisa Ki Box Me Aur Sample Dikhaya Gaya Hai Aur Iska
Use Kar Sakte Ho
Properies
:- Is Option Se Ap Sheet Me Alag Alag Effect Dal Sakte Ho Working Ke Lye
View Code :- Isme Ap Vb Ki Coading Dekh
Sakte Ho Sheet Wise Jo Apne Use Kya Hai
Import :- Is Option Se Ap Xml Ki File
Ko Import Kar Sakte Ho
Ye Jankari Kesi Lagi Comment Jarur Kijiye Taki Isme Sudhar Bhi Kya Ja Sake
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT