Wednesday, June 3, 2020

EXCEL ME NUMBER FORMAT KE SARE OPTION KI JANKARI


Aj Me Apko Home Menue Me Bache Option Ke Bare Me Jankari Dene Ja Raha Hu To Dhyan Se Dekhye

 “Number Format” :-

 

Iske Sare Option Ki Jankari Dunga  (Yadi Koi Bat Samajh Na Aye To Comment Jarur Karna Me Apko Reply Dunga ) Dosto Sabhi Name Ke Hisab Se Hi Kam Karte Hai

 
Ye Apko Display Ke Sath Effect Dikhayega (Format Cell)

Allignment :- Isme Ap Rotate Kar Sakte Ho Kisi Bhi Text Ko Jitna Chahe Utna Ya Orientation Jitne Degree Pe Karna Ho Kar Sakte Ho Sath Hi Sath Text Control Kar Sakte Ho

Font :- Isme Ap Font Set Kar Sakte Ho Ki Kitna Size,Style,Effect Etc Set Kar Sakte Ho

Border :- Isme Ap Border Set Kar Sakte Ho Aur Uska Width Sath Hi Sath Color Bhi Choose Kar Sakte Ho

Fill :- Is Option Me Ap Kisi Me Bhi Color Ya  Pattern Fill Kar Sakte Ho

Protection :- Isme Ap Kisi Bhi Formulas Ko Hide Kar Sate Ho  Ya Protect Kar Sakte Ho Uske Bat Protect Sheet Karni Hoti Ha Formulas Hide Ho Jayega

Ye Apka Complete Use Format Cell Ka Ho Gya Ye Apke Sabhi Option  Ke Internal Box Hai

=


DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI  SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA  (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )


APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏 

LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH

 

1 comment:

THANKS FOR YOUR SUPPORT

Data copy paste on two another sheet with add row in google sheet by script

 function copyDataWithinWorkbook() {   var sourceSheetName = "Dashbord"; // Replace with the name of the source sheet   var target...