Next Class :-
Doston Agar Aapane Meri Pahle Basic Class Nahin Dekhi Hai Tu Sabse Pahle Use Dekhye Isase Aapko Aur Bhi Aasani Se Samajh Aega To Doston Shuru Karte Hain
Doston Kya Aapko Pata Hai Aap Excel Se Question Bhi Kar Sakte Hain Kisi Confirmation Ke Liye Example
=Isnumber(Range) Kya Ye Number H
=Istext(Range) Kya Ye Text H
= Formulas( Range) Kya Ye Formula He Is Tarah Se
Different Type Of Vlookup
Doston Main Aapko Vlookup Ke Kai Prakar Bataunga Aap Kai Tarike Se Vlookup Ka Use Kar Sakte Ho
Chaliye Shuru Karte Hain
Chaliye Doston To Aapko Sabse Pahle Yah
Janna Jaruri Hai Ki Lookupvalue Table Array Aur Col Index No Kya Hota H
Lookupvalue - Yah Wo Hain Value Hote Jisko Search Karana Chahte Hain
Table Array - Yah Vah Data Range Hota Hai Jismein
Se Search Kare Jata Hai
Call Index Number - Yah Hota Hai Agar Aap Jo Kab
Laga Rahe Hain To Kitne Number Ke Colum Per Lagana Chahte Hain Shuru Se Lekar
Use Kollam Tak Count Karke Vah Number Likhna Hota Hai Ismein
Columns - Ismein Aapko Call Index Number Dalne Ki
Jarurat Nahin Hai Bus Do Column Select Karna Hai Reading Ke Upar Wala Automatic
Ek Hi Formula Se Sare Column Ka Data Utha Lega
= Vlookup ( Lookup Value,Table Array, Col Index No,0 )
=Vlookup(Lookupvalue,Tablearray,Columns(A1:A2),0 )
= Vlookup ( Lookup Value,Choose({1,2} Row Selct 1, Row Select Second2) , 2,0)
Rows Select 1 May Jis Roj Se Match Karana Hai Uska
Pura Data Upar Se Niche Select Karo Next Rows Select Second Ismein Jo Result
Aap Ko Lana Hai Use Upar Se Niche Tak Select Karo
= Iferror(Vlookup ( Lookup Value,Table Array, Col Index No,0 ),"Error Ane Par Kya Show Kare Wo Likho Yaha")
Doston Aap Lookupvalue Ko Condition Dekar Bhi Search Kara Sakte Ho
= Vlookup ( Lookup Value&"-"&Second Lookup Value,Choose({1,2} Row Selct 1&"-"&Phir Second Row, Result Data Row Select) , 2,0)
Dosto Agar Apke Sath Asa Kabhi Hota H Ki Lookup Karte Samay Ap Spelling Me Mistake Karte He Ya Fir Shuru Ka Pata Hota H Par Last Ka Nahi Hota Ya Fir Last Ka Pata Hota He Shuru Ka Nahi Hota To Ap Vlookup Ka Kese Use Karenge Ye Aj Me Apko Sikhaunga Jarur Dekhye
If Shuru Ka Pata Ho (Ex:- Hydrabad) To
=Vlookup("Hadrab"&"*",A2:D2,2,0)
To Dekho Dosto Baki Text Ko "*" Is Simbol Ne Cover Kar Dya Ase Hi
=Vlookup("*"&"Rabad",A2:D2,2,0)
=Vlookup("Had"&"*"&"Bad",A2:D2,2,0)
Dosto Yadi Ap Ek Bat Socho Yadi Do Lookup Valuse Same Ho To Kese Hum Correct Value Uthayenge Jese Ye Table He
|
|||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
Name
Number |
|||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
Ram
20 |
|||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
Ram
50
|
|||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
|
VERY THANKU
ReplyDelete