DOSTO FOLLOW JARUR KARNA
Dosto Aj Me Apko Jabardast Feature Ke
Bare Me Bataunga Ap Bhi Dhyan Se Dekhye Dosto Dosto Jab Ap Koi Table
Me Data Banate Ho Tab Kya Ap Sabhi Me Mannualy Formulas Lagate Ho
Dosto To Dosto Ab Apko Chinta Krne Ki Koi Jarurat Nahi He Apka Ye Bhai Lekar
Aya He Ek Kamal Ka Feature Jo Apka Ye Kam To Chutkio Me Compelete Kar Dega
Chalye Dosto To Shuru Karte He To Doston Kya Apne Subtotal Ka Name Suna He Agar Nahi To Koi Bat Nahi To Koi Bat Nahi Aj Me Apko Subtotal Ke Advance Feature Ke Bare Me Bataunga Jiski Help Se Ap Asani Se Sum Count Ya Koi Aur Formula Asani Se Laga Sakte Ho
To Shuru Karte He
Ye Ek Table Hai Jisme Koi Data He
Isme Hum Subtotal Ka Use Karenge To Sabse Pahle Hum Data Menue Me Ja Kar
Subtotal Option Pe Click Karenge
To Ye Option Khul Jayega Yaha Hum Area Wise Total Lagana
Chahte He To Is Tarah Se Select Kar Lijiye
Ab Ok Click Karte Hi Apko Total Kara Karaya Mil Jayega Is
Tarah Se
To Dosto Ye Tha Subtotal Ke Bare Me Next Class Me
Me Leke Aunga Subtotal Ke Formulas Ke Bare Me
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS ๐๐SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD ๐๐๐๐
LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT