DOSTO FOLLOW JARUR KARNA
Dosto Kya Apko Link Lagana Ata He ,
Ki Kese Ek File Ko Dusre File Se Link Kare Agar Nahi To Is Topic Pe Me Aj Apko
Bataunga To Chaliye Shuru Karte He Dosto Ms Excel Me Ek Option Hota He Jise
Hyperlink Kaha Jata Hai Is Option Ki Sahayta Se Ap Kisi Bhi File Ko Kisi Bhi
File Se Attach Kar Sakte Ho Ya Kisi Bhi Cell Ko Kisi Bhi Range Se Attach Kar
Sakte Ho To Chalye Shuru Karte He
Dosto Hyperlink Ka Option Apko Insert Option Pe Jane Ke Bad Link Name Ka Ek Option Milega Yahi Hyperlink Option He Chaliye Ise Ab Bistar Se Dekhe :
To Chaliye Dosto Ab Is Link Pe Click Kare Karke Open Kar Lete He Fir Jis File
Se Selected Area Ko Attach Karna Hai Use Select Kar Lijiye The Press Ok
Ho Gaya Kam Ab Apke Selected Area Me
File Attach Ho Chuki He Ab Ap Area Pe Click Karenge To Usi File Pe Pahuch
Jayenga Jo Apne Select Kar Rakhi He To Dosto Ye Tha Link Lagane Ka Tarika
Chaliye Dosto Ise Hatane Ka Tarika Bhi Dekh Lete He Dosto Link Jaha Link Laga He Us Par Jake Right Option Click Kare Mouse Ka Tab Remove Option Dikhega Yaha Se Ap Remove Kar Sakte He
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏
LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT