Dosto Jaisa Ki Mene Pahle Hi Bataya
Tha Ki Excel Me Subtotal Ka Formula Ka Use Kese Karte He To Dosto Aj Me
Ye Apke Lye Leke Aya Hu Ki Excel Me Kese Subtotal Formula Ka Use Karte He
To Dosto Jarur Dekhye Aur Koi Dikkat Aye To Comment Karke Jarur Bataiye
Me Apke Comment Ka Intezar Kar Raha Hu To Dosto Ab Shuru Karte He Ki Kaise Hum
Excel Me Subtotal Formula Ka Use Karte He Ye Bahut Advance Function Hota He
Dhyan Se Dekhye :-
Ye Mera Banaya Hua
Ek Table He Jisme Data He Aur Me Total Ke Niche Formula Lagaunga Jo Automatic
Hoga Filter Laganee Par Bhi Automatic Total Hota Rahega
Aur Ye Raha Mene Lagaya Subtotal Ka Formula Dhyan Se Dekhyega
Isme Ye Sare Formulas Ki Coading Show Karne Lagi He Ye Sab Ap
Yad Kar Lijiye Ye No Hi Formule Me Dalna He Is Tarah Se
Dosto Aur Ye Sari
Coading Ap Yad Kar Lijiye Apke Is Formule Me Bahut Kam Ayega
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS ππSHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD ππππ
LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT