DOSTO FOLLOW JARUR KARNA
IF (CONDITIONAL) FORMULA KA USE KESE KARE ?
Today Iam Going To Learn About If
Condition Function
Dosto If Function Ye Bahut Hi Jaruri
Function Hota He Kuki Yehi Ek Asa Function Hota He Jo Sabhi Formulas Ko
Condition De Sakta He Ye Master Function Hota He Excel Ka To Chalo Dosto Isi Ke
Bare Me Bistar Se Samajhte He
Suimple Formulas
=If(Whats
Condition,"Pass","Faill")
Ex:-
=If(A2=24,"Pass","Faill")
Iska Matlab Yadi A2 24 Ke Equal Ho To
Pass Dikhaye Otherwise Fail Ase Hi
=If(A2>24,"Pass","Faill")
=If(A2<24,"Pass","Faill")
Is Tarike Se Ap Alag Alag Condition De
Sakte He
Aur Ap Ek Hi Me Condition Dena Chahte
He To
=If(A2>80,”A Grade”,If(A2>60,”B
Grade”,If(A2>40,”C Grade”,If(A2<40,”D Grade”,”Fail”)
Is Tarike Se Ap Multiple Condition De
Sakte He Iska Ek Rup Aur Bhi He
=Ifs(A2>80,”A Grade”,A2>60,”B
Grade”,A2>40,”C Grade”,A2<40,”D Grade”,”Fail”)
Isme Sirf Ek Bar Hi “Ifs” Likha Jata He
Ye He If Ke Bare Me Agli Bar If Ke Sath Baki Formulas Kese Use Karte He Wo
Bataunga To Bane Rahiye Mere Blog Pe
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA)
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD
THANKU
ReplyDelete