Dosto Kya Apko Ek Table Se Jada Table Pe Pivot Tabe Lagana Ata Hai Agar
Nahi To Ye Video Apke Bahut Kam Ayegi To Dosto Aj Me Apko Do Ye Usse Bhi Jada
Table Pe Pivot Table Kese Lagate He Wo Bataunga To Chalte He Doto Shuru Karte
Hai
To Sbse Pahle Hum Do Table Le Lete
Hai Aur Dono Table Ko Ek Table Me Convert Kar Lete He Is Tarah
Ye Do Table He Ap In Do Table Se
Ctrl+T Se Table Me Convert Kar Lo Ase
Fir Uske Bad Ap Data Option Me Jaye Fir Existing Option Me Click
Kare
Uske Bad Apke Samne Kuch Is Tarah A Jayega Isme Ap All Table Option Ko Select
Karke Ok Press Kare
Ok Press Karte Hi Apke Samne Is Tarah Ka Box Ayega Isme Ap Choose
Kare Ki Apko Karna Kya Hai Maine Choose Kiya Pivot Table Then Existing Location
Insert Then Ok
Then Your Pivot Table Is Ready And Now Use This Pivot Table
DOSTO YE CLASS CONTINUE JOIN KARTE RAHO AUR SABHI KO YE FREE CLASS KE BARE ME BATAO TAKI SABHI SIKH SAKE AUR KOI PROBLEM ATI HE TO MUJHE COMMENT JARUR KARNA (PLS 🙏🙏SHARE KARNA AUR MUJHE FOLLOW JARUR KARNA )
APKA MERE PAGE PE ANE KE LYE DHANYAWAD 🙏🙏🙏🙏
LINK :- ADVANCEBANO.BLOGSPOT.COM
BY-AAKASH
No comments:
Post a Comment
THANKS FOR YOUR SUPPORT