EXCEL ME CUSTOM FORMATING KA USE
KARNA AJ SIKHEGE TO YE OPTION CUSTOM FORMATING KA HAI JISKI SHORT CUT CTRL+1 HAI YE
FORMAT CELL BOX OPEN HO GAYA
DOSTO CUSTOM OPTION KA USE EK
ADVANCE TARAH SE KYA JATA HAI ISME HUM CONDITION DEKE USE KAR SAKTE HAI AIYE
KUCH USE DEKH LETE HAI
IS TARAH SE CONDITION DEKE SHOW
KARWA SAKTE HAI IS TARAH KA ISKA USE KYA
JATA HAI
AUR YE RAHI COADING
[Red][<50]"PASS";[Black][<90]"FIRST";[Green]"FAILs"
AGAR AP CHAHO TO KISI BHI NUMBER KE BAD KOI UNIT YA PAHLE KOI UNIT AUTOMATIC LAGANA CHAHTE HO TO
EXAMPLE :- GENERAL "KG"
YE CODING DALNE PAR SABHI KE SATH KG AYEGA AGAR AP CHATE TOTAL NUMBER APKE HISAB SE HONE CHAHYE YA SHURU ME ZERO ANA CHAHIYE TO CUSTOM ME JAKAR UTNE ZERO TYPE KARKE OPEN KAR DO FR ZERO SHOW KAREGA IS TARAH SE